AJJ !!!
AJJ 1 DAU AUR MANG LOO
AJJ 1 SAPNA AUR DEKH LO
AJJ 1 HANSI AUR BANTH LO
AJJ 1 ANSOO AUR PEEY LOO
AJJ 1 ZINDAGI AUR JEE LOO
KIYA PATA
KAL HO NA HO!!!!!!!!**
na kah saaqi bahaar aane ke din hain jigar ke daaGh chhil jaane ke din hain adaa si Khuub adaa aane ke din hain abhi to duur sharmaane ke din hain garebaaN DhuuNDhate hain haath mere chaman mein phuul khil jaane ke din hain tumhein raaz-e-mohabbat kya bataayein tumhare khelne khaane ke din hain ghaT...
'mere paoon chalni huey mager
kahin ruk saka na mera humsafar
meri narsaee k haath mein
na chiraagh hai na koee huner
kisi raaste ki talash mein
hai lahu lahu meri chashme ter
meri bebasi k hisaab mein
aey mere khuda mere moataber
koee humsafar
wohi humsafar'
aaj ki raat bhi guzri hai meri kal ki tarah haath aaye na sitaare tere aaNchal ki tarah raat jalti hui ik aisi chita hai jis par teri yaadein hain sulagte huye sandal ki tarah tu ki dariya hai magar meri tarah pyasa hai main tere paas chala aauNgaa baadal kii tarah main huN ik Khvaab magar jaagti aa...
chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajate ho baras jaao kisi din raazon ki tarah utro mere dil mein kisi shab dastak pe mere haath ki khul jaao kisi din peDon ki tarah husn ki baarish mein nahaa luuN baadal ki tarah jhuum ke ghir aao kisi din Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali...
WHO SAHIL OR MAIN SHARA DONO KA HAI DARD IKHARA UDHER BHATI HAIN NUM HAWAIN OR APNA DAMAN SHARA MANIND SUCH POCHOO TO MERI JAAN YAHAN REHNAY KO JI KARTA HAI MAGAR YA BHI TO SOCHO MERI JANA HUM KO BHI WAPAS JANA SARI UMAR KHUD KO YA SMJHANA KHEELNAY KO CHAND NAHI MILTA MURJHAYA PHOOL NAHI KHILTA,
"NA POOCH KISTARHA SA GUZARI WOH RAAT HAMNEY... JAB TERA KHAYAL AYA YAAD KARKEY ROTEY RAHEY....... KIS TARHA SA IS DIL KO DUKHATEY HAIN LOG... US AKHRI MULAQAT KO SOCH KAR ROTEY RAHEY.... JAB TO NA MILTI THI ATA NA THA QARAR HAMAIN..... BAS TERI TASVEER KO LA KA HAATH MAIN ROTEY RAHEY... KIS TARHA S...
bheegi hui aaNkhon ka ye manzar na milega ghar chhor ke mat jaao kahin ghar na milega phir yaad bahut aayegi zulfon ki ghani shaam jab dhuup mein saaya koi sar par na milega aaNsu ko kabhi os ka qatara na samajhna aisa tumhein chahat ka samundar na milega is Khvaab ke maahaul mein be-Khvaab hain aaN...
Khuda ham ko aisi Khudaai na de ki apane siva kuch dikhaai na de Khatavaar samajhegi duniya tujhe ab itni bhi zyada safaai na de haNso aaj itana ki is shor mein sada siskiyon ki sunaai na de abhi to badan mein lahu hai bahut kalam cheen le raushanaai na de mujhe apani chaadar se yuuN DhaaNp lo zamee...
ab kise chaahein kise Dhuundhaa karein vo bhi aaKhir mil gaya ab kya karein halki halki baarishein hoti rahein ham bhi phuulon ki tarah bhigaa karein aaNkh muoNde us gulaabi dhuup mein der tak baiThe use sochaa karein dil muhabbat din duniya shayari har dariche se tujhe dekhaa karein ghar nayaa kapr...
haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujrde hue gulshan mein bahaar aa jaaye dil to kahta hai ki aaNkhon mein chhupa luuN tujh ko Dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye dil ke zaKhmon pe mere pyaar kaa maraham rakh do beqaraari mein mujhe kuch to qaraar aa jaaye yuuN Khuda ke liye...
miss U "jab sawan main tanha bheego gay jab angan khalee pao gay jab sahil say takrati lehron main apni tanhae main kho jao gay jab raat kay tanha daman main tum chaand ko adha pao gay jab khud say batain kartay kartay tum door kahin kho jao gay jab dil ki baat chupanay ko ham say nazar tum churao g...
ik tum ke dil main dard kisi Gair ke liye ik ham ke dard ban gaye Khud aap ke liye ham apane aashiyaane mein tere muntazir tum tinke chun rahe the kisi aur ke liye ham jaanate hain dil mein tumhaare nahin hain ham jo Khat tumhaari aaNkhon mein the ham ne parh liye Gam hai ke tuu ne luuT liya aitamaa...
na shikaayatein na gilaa kare koi aisa shaKhs hua kare jo mere liye hi saja kare mujh hi se baatein kiya kare kabhi roye jaaye vo bepanaah kabhi betahaasha udaas ho kabhi chupake chupake dabe qadam mere pichhe aa kar haNsaa kare meri qurbatein meri chaahatein koi yaad kare qadam qadam main taveel sa...
us ki hasrat hai jise dil se miTa bhi na sakuN DhuuNDhne us ko chala huuN jise paa bhi na sakuN Daal kar Khaak mere Khoon pe qaatil ne kaha kuch yeh mehandi nahin meri ke miTa bhi na sakuN zabt kambaKht ne aur aa ke gala ghoNTaa hai ke use haal sunaauN to suna bhi na sakuN us ke pahalu mein jo leja ...
kehte kuch hai karte kuch hai hum tum sare log wohi hai keh dete hai ye hoga to mar jainge wo hoga to mar jaiange aur jab wese hojata hai....... ansoo unke beh jate hai...... chupchup wo dukh seh jate hai...... yuhi zinda reh jate hai..... kehte kuch hai karte kuch hai hum tum sare log wohi hai